Daily Calendar Hadiths - 24 March

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Poori insaaniyat mil kar kisi ko utna hi nuqsaan pahoncha sakti hai, jitna Allah Ta’ala ne likh diya hai".* [Book of Tirmizi : Hadees No. 2516]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Lazzaton ko todne waali cheez yaani maut ko kasrat se yaad kiya karo".* [Book of Sunan-Al-Tirmizi : Hadees No. 2307]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Logon mein achchha aadmi woh hai jise gussa der se aaye ahr jaldi chala jaaye".* [Book of Tirmizi : Hadees No. 2191]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne: *“la’anat bheji hai sood (interest) khaane waale par, aood khilaane wale par, sood ke likhne waale par aur hs ke dono gawaahon par".* [Book of Muslim : Hadees No. 4093]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Hamesha sach bolo, chaahe us mein nuqsaan nazar aaye, kyun ke sachchaai mein najaat hai".* [Book of Makaarimul akhlaaq : Hadees No. 137]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp Groups*

 --- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_ 

LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ 
LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•