*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
--- *اللَّهُمَّ فَأَيُّمَا مُؤْمِنٍ سَبَبْتُهُ فَاجْعَلْ ذَلِكَ لَهُ قُرْبَةً إِلَيْكَ يَوْمَ الْقِيَامَةِ*
---
*Allahumma fa-ayyumaa mu'minin sababtuhu faj'al zaalika lahu qurbatan ilaika yaumal-Qiyaamah.*
[Sahih Bukhari, 6361]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
--- *Eh Allah, maine jis momeen ko bhi bura kaha ho (ya taklif di ho), to us baat ko uske liye Qayamat ke din Apne qareeb hone ka zariya bana de.*
_अल्लहुम्मा फाअय्युमा मुमीनीन सबबताहू फाज़'अल ज़ालीका लहू क़ुरबतन इलयका यौम-अल-क़ियामाह_
---
*एह अल्लाह, मैने जिस मोमीन को भी बुरा कहा हो (या तकलीफ दी हो), तो उस बात को उसके लिए क़यामत के दिन अपने क़रीब होने का ज़रिया बना दे l*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
--- *O Allah! If I should ever abuse a believer, please let that be a means of bringing him near to You on the Day of Resurrection.*
--- *اے الله، میں نے جس مومن کو بھی برا کہا ہو (یا تکلیف دی ہو) تو اس بات کو اس کے لیے قیامت کے دن اپنے قریب ہونے کا ذریعہ بنا دے۔*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*Please join our Telegram channel:*
Popular posts from this blog
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Dua: * Allah se Aulad maangne ki 3 Duaein . * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *رَبِّ هَبْ لِي مِن لَّدُنكَ ذُرِّيَّةً طَيِّبَةً إِنَّكَ سَمِيعُ الدُّعَاءِ* --- *Rabbi Habli min ladunka zurriyatan tayyibatan innaka sameeud du'aaa.* --- *Eh mere Rabb, mujhe Apne pass se pakiza Aaulad ataa farma, Beshak Tu dua ko sunne wala hai.* [Al Quran, Surah Aal-e-Imran (3), Aayat-38] --- *رَبِّ لَا تَذَرْنِي فَرْدًا وَأَنتَ خَيْرُ الْوَارِثِينَ* --- *Rabbi la tadharni fardan wa-anta Khairul Waritheen.* --- *Eh mere Rabb, Tu mujhe akela (yani be Aulad) na chorh aur Tu sabse behtar waris hai. * [Al Quran, Surah Al-Anbiya (21), Aayat-89] --- *رَبِّ هَبْ لِي مِنَ الصَّالِحِينَ* --- *Rabbi-habli minas-saliheen.* --- *Eh mere Rabb, mujhe (Aulad) ataa farma jo neik logo mein se ho. * [Al Quran, Surah As-Saffat (37), Aayat-100] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *رَبِّ هَبْ لِي مِن لَّدُنكَ ذُرِّيَّةً طَيِّبَةً إِنَّكَ سَمِيعُ الدُّعَاءِ* --- *रब्बी हबली मीन लदूनका जुर्री...
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom: * “Hurmat wale mahine chaar (4) hain aur inmein apne upar zulm na karo (yani gunah na karo)." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * “Beshak Allah ke yahan mahino ki ginti barah (12) mahine hai, Allah ki kitab mein jis din se Allah ne zameen aur aasman paida kiye unmein se char (4) hurmat wale hain (Dhul Qaida, Dhul Hijjah, Muharram aur Rajab). Yahi seedha deen hai isliye inmein (in mahino mein) apne upar zulm na karo (yani gunah ke kaam na karo)”. * [Al Quran, Surah At-Tauba (9), Ayat 36] ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Bakra (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Saal barah mahine ka hota hai, unmein chaar hurmat ke mahine hain, teen to ek ke baad ek 'Dhul Qaida', 'Dhul Hijjah' aur 'Muharram' aur ek 'Rajab' jo 'Jamadil Aakhir' aur 'Shabaan' ke darmiyan hota hai”. * [Sahih Bukhari, Jild 6, 5550] •┈...
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Subah aur Sham AUR Pareshani ke waqt padhne ki dua .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas bin Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Hazrat Fatima (radi Allahu anha) se farmaya - *“ Jab tum Subah ya Shaam mein dakhil ho to is tarah kaha karo:* --- *يَا حَيُّ يَا قَيُّومُ بِرَحْمَتِكَ أَسْتَغِيثُ. وَأَصْلِحْ لِي شَأْنِي كُلَّه، وَلَا تَكِلْنِي إلى نَفْسِي طَرْفَةَ عَيْنٍ أَبَدًا* --- *Ya Hayyu Ya Qayyum, Bi-Rahmatika Astagith, Wa-aslih li Sha'ni Kullahu, Wala Takilni ila Nafsi Tarfata Aaynin Abada. * --- * Eh zinda hamesha qayam rahne wale, Teri rahmat ke zariye se faryad karta hu. Mere tamam halat durust kar de. Aur kabhi bhi palak jhapakne ke barabar bhi mujhe mere nafs ke hawale na kar ”.* [Al Silsila As Sahiha, 2942] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अनस बिन मालिक (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्...