Daily Calendar Hadiths - 27 January

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
   ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Sab se achchha taajir woh hai jo achchhe tariqe se de aur achche tariqe se le”.* (Book of Tirmizi: Hadees No. 2191)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Jis ko haq baat maaloom ho, woh logon ke dar se haq baat kehna hargiz na chhode”.* (Book of Tirmizi: Hadees No. 2191)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya:*“Sab se ziyaada barkat waala nikaah woh hai, jis mein kharcha kam se kam ho”.* ( (Book of Musnad e Ahmed: Hadees No. 24529)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
 ► ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *“Allah Ta’ala us bande par raham farmaaye jo beche toh narmi aur darguzar ka muaamla kare, khareede toh narmi aur darguzar ka muaamla kare”.* (Book of Bukhaari: Hadees No. 2076)
/div>
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
 ► ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne: : *“Kabhi kisi khaadim ki pitaai nahin ki, na kisi aurat ko maara aur na hi kisi cheez ko apne haath se maara”.* (Book of Ibn e Maaja: Hadees No. 1984)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp Groups*

 --- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_ 

LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ 
LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•