Daily Calendar Hadiths - 25 January

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Achchhe akhlaaq (good character) khataaon ko is tarah pighla dete hain, jis tarah paani barf ko pighla deta hai”.* (Book of Tabrani Kabeer: Hadees No. 10626)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: : *“Allah Ta’ala apni ne’maton ka asar apne bandon par dekhna pasand karte hain”.* (Book of Tirmizi: Hadees No. 2819)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab tum apne padosiyon ko yeh kehte huwe suno ke tum ne bura kiya to yaqeenan tum ne bura kiya”.* (Book of Maujame Ausaat: Hadees No. 2982)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya:: *“Itraana (akadna) bahot buri aadat hai”.* (Book of Musnad e Ahmed: Hadees No. 18530)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
 ► ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: : *“Woh shakhs Jannat mein daakhil nahin hoga jis ka padoosi us ki takleefon se mahfooz na ho”.* (Book of Muslim: Hadees No. 181)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
 
*WhatsApp Groups*

 --- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_ 

LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ 
LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•