Daily Calendar Hadith - 23 January
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Ek doosre se dushmani na rakho”.* b Book of Muslim: Hadees No. 6541)
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:
: *“Safed kapde pehna karo, is liye ke tumhaare kapdo mein behtareen kapda safed hai”.*
(Book of Abu Daaood: Hadees No. 3878)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Kisi naabeena ya kamzor nigaah waale ko raasta dikhaana sadqa hai”.*
(Book of Tirmizi: Hadees No. 1956)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya:: *"Aye mere parwardigaar! Mujhe hikmat ataa farma aur mujhe nek logon mein shaamil farma”.*
(Quran: Chapter/Surah-Shuraa: Verse/Ayat no. 83)
► ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:
: *“Maa baap ko gaali dena bada gunaah hai”.*
(Book of Tirmizi: Hadees No. 1902)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp Groups*
https://chat.whatsapp.com/EasWThLjiWrD8Qy0XJbZUU _(ONLY FOR MALES)_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _(ONLY FOR FEMALES)_
--- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_
► LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/
►LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•




