Posts

Showing posts from August, 2020

Mafhoom: Momeen ki shaan, Tahajjud ki Namaz hai.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom: * “Momeen ki shaan, Tahajjud ki Namaz hai." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad ( ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Momeen ki shaan uske raat ka Qayam (Tahajjud ki Namaz) hai aur uski izzat logon se be-parwah hone mein hai". * [Al-Silsila-As-Sahiha, 1312] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस ( हिंदी ): रसूल - अल्लाह , मुहम्मद ( ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ) ने फ़रमाया – * “ मोमीन की शान उसका रात का क़याम ( तहज्जुद की नमाज़ ) है और उसकी इज्ज़त लोगो से बेपरवाह होने में है l" * [ अल - सिलसिला - अस - साहिहा , 1312] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “The believer’s honour is his praying at night (Tahajjud prayer).” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad ( ﷺ peace be upon him) said - * "The believer’s honour is his praying at night (Tahajjud prayer), and his pride is his being independent of people”. * [Al-S

Azkar ki yaad-dehani

Image
Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Azkar ki yaad-dehani •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْجَنَّةَ وَأَعُوذُ بِكَ مِنَ النَّارِ --- Allahumma inni as'alukal jannah wa a'udhu bika minan-naar. --- Eh Allah, main Tujhse Jannat ka sawal karta hoon aur Dozakh se Teri panah chahata hoon. --- एह अल्लाह, मैं तुझसे जन्नत का सवाल करता हूँ, और दोज़ख से तेरी पनाह चाहता हूँ l •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Azkar Reminder •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْجَنَّةَ وَأَعُوذُ بِكَ مِنَ النَّارِ --- Allahumma inni as'alukal jannah wa a'udhu bika minan-naar. --- اے الله، میں تجھ سے جنت کا سوال کرتا ہوں، اور جہنم سے تیری پناہ چاہتا ہوں --- O Allah, I ask You for Paradise, and I seek refuge in You from Hell-Fire. [Sunan Abu Dawood - 792 Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• WhatsApp Groups https://chat.whatsapp.com/EasWThLjiWrD8Qy0XJbZUU (ONLY FOR MALES) https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE (ONLY FOR FEMALES) ► LIKE & SHARE this Page: FB.com/Qur

Meri ummat mein mere bahut chahne wale wo log honge jo mere baad paida honge

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Meri ummat mein mere bahut chahne wale wo log honge jo mere baad paida honge...” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Meri ummat mein mere bahut chahne wale wo log honge jo mere baad paida honge unmein se har koi ye khwahish rakhega ki kaash apne gharwalon aur maal sabko sadqa kar de aur mujhko (yaani Rasool-Allah, Muhammad ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) dekh le". * [Sahih Muslim, Jild 6, 7145] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबु हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - * “मेरी उम्मत में मेरे बहुत चाहने वाले मेरे वो लोग होंगे जो मेरे बाद पैदा होंगे उनमें से हर कोई ये ख्वाहिश रखेगा की काश अपने घरवालों और माल सबको सदका कर दे और मुझे (यानी रसूल-अल्लाह, मुहम्मद ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम को) देख ले l” * [सही मुस

Roza aur Quran bande ke liye sifarish karenge aur unki sifarish Qubul ki jayegi

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Roza aur Quran bande ke liye sifarish karenge aur unki sifarish Qubul ki jayegi.”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah ibn Amr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya – *“ Roza aur Quran bande ke liye sifarish karenge. Roza arz karega: 'Ya Rabb, Maine din ke waqt khaane-peene aur khuwaishaat se isey roka, iss ke mutaliq meri sifarish Qubul farma’. Aur Quran arz karega: ‘Maine isey raat ke waqt sone se roke rakha, iss ke mutaliq meri sifarish Qubul farma'. Unn dono ki sifarish Qubul ki jayegi” .* [Musnad Ahmad, 8324-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह इब्न अम्र (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया की – *“ रोज़ा और क़ुरान बन्दे के लिए सिफारिश करेंगे l रोज़ा अर्ज़ करेगा: ‘या रब, मैंने दिन के वक़्त खाने-पीने और ख्वाहिशात से इसे रोका, इस के मुतालिक मेरी सिफार

Neik biwi aur neik bachcho ke liye dua.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Dua reminder: *“ Neik biwi aur neik bachcho ke liye Dua. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al-Quran:  --- * رَبَّنَا هَبْ لَنَا مِنْ أَزْوَاجِنَا وَذُرِّيَّاتِنَا قُرَّةَ أَعْيُنٍ وَاجْعَلْنَا لِلْمُتَّقِينَ إِمَامًا* --- *"Rabbana hab lana min azwaajina wa zurriyatina qurrata a'yunin waj’alna lilmuttaqeena imama". *  [Al-Quran, Surah Al-Furqan (25), 74] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * "Eh hamare RABB, humko hamari biwiyo aur aulado ke taraf se aankho ki thandak ata farma aur humko parhezgaro ka imam bana". * [Al-Quran, Surah Al-Furqan (25), 74] --- * "एह हमारे रब्ब हमको हमारी बीवियों और औलादों की तरफ से आँखों की ठंडक अता फरमा और हमको परहेज़ गारों का इमाम बना l "* [अल-क़ुरान, सूरह अल-फ़ुरक़ान (25), 74] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Dua reminder: * “Dua to be recited for righteous wife and obedient children.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al-Quran: --- * رَبَّنَا هَبْ لَنَا مِنْ أَزْوَاجِنَا وَذُرِّيَّاتِنَا قُرَّةَ أَعْيُنٍ وَاجْعَلْنَا لِل

Allah Subhanhu ne haq ko Umar (radi Allahu anhu) ki zuban par rakh diya hai.

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Allah Subhanahu ne haq ko Umar (radi Allahu anhu) ki zubaan par rakh diya hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Zar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Behsak, Allah Subhanahu ne haq ko Umar (radi Allahu anhu) ki zuban par rakh diya hai aur woh usee se baat karte hain”. * [Sunan Ibn Majah, Jild 1, 108-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू ज़र (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “बेशक, अल्लाह सुबहानहु ने हक को उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) की ज़ुबान पर रख दिया है और वो उसी से बात करते हैं ।" * [सुनन इब्न माजाह, जिल्द 1, 108-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Allah has placed truth on Umar's (may Allah be pleased with him) tongue.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Dhar (may Allah be pleased with him) that the Messenger of All

Abu Bakr aur Umar (radi Allahu anhuma) Jannat mein tamam awwaleen aur aakhireen umar daraz logo ke sardar honge, siwaye Ambiya aur Rasoolo ke

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Abu Bakr aur Umar Jannat ke sardar honge, siwaye Ambiya aur Rasoolo ke ”.* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Awn bin Abi Juhaifah (radi Allahu anhu) apne waalid (radi Allahu anhu) se bayaan karte hain ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Abu Bakr aur Umar (radi Allahu anhuma) Jannat mein tamaam awwaleen aur aakhireen umar daraz logon ke sardar honge, siwaye Ambiya aur Rasoolo ke ”.* [Sunan Ibn Majah, Jild 1, 100-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत औन बिन अबी ज़ुहैफा (रदी अल्लाहू अन्हु) अपने वालिद (रदी अल्लाहू अन्हु) से बयान करते हैं की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ अबू बक्र और उमर (रदी अल्लाहू अन्हुमा) जन्नत में तमाम अव्वलीन और आखिरीन उमर दरज़ लोगों के सरदार होंगे, सिवाए अम्बिया और रसूलों के l"* [सुनन इब्न माजा, जिल्द 1, 100-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Abu Bakr and Umar are the leaders of paradise

Ashura ka roza guzre huye saal ke gunahon ka kaffara hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Ashura ka roza guzre huye saal ke gunahon ka kaffara hai .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Abu Qatada al-Ansari (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ashura (10 Muharram) ke din ke rozey ke baare mein pucha to Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Ye guzrey huye saal ke gunahon ka kaffara hai ”.* [Sahih Muslim, Vol 3, 2747] ✦ Hazrat Abu Said al-Khudri (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jo ek din roza rakhe Allah ki raah mein, to Allah Subhanahu uske chehre ko 70 baras ki raah tak dojakh se dur kar deta hai ”.* [Sahih Muslim, Vol 1, 2713] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ✦ हज़रत अबू क़तादा अल-अंसारी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) से आशुरा (10 मुहर्रम) के दिन के रोज़े के बारे म

Fasting on 9th and 10th of Muharram.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ 9 aur 10 Muharram ka Roza .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) jab Madina mein tashreef laye to Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Yahudiyo ko dekha ki wo Ashura ke din (10 Muharram) ka roza rakhte hain. Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne unse iska sabab pucha to unhone kaha - *"Ye ek achcha din hai, iss din Allah Subhanahu ne Bani Israeel ko unke dushman (Firaun) se nijaat dilwayee thi, isliye Musa (Alaihis salam) ne us din ka roza rakha tha".* Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *"Musa (Alaihis salam) par tumse zyada haq hamara hai".* Phir Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne bhi us din roza rakha aur Sahaba (radi Allahu anhuma) ko bhi iska hukm diya. [Sahih Bukhari, Book 31, 222] ❷ Hazrat Abdullah bin Abbas (radi Al

Mafhoom-e-Hadith: “Mere Ashaab (Sahabiyo) ko bura na kaho…”

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Mere Ashaab (Sahabiyo) ko bura na kaho…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Mere Ashaab (Sahabiyo) ko bura na kaho, mere Ashaab (Sahabiyo) ko buran a kaho, Qasam Uski Jiskey haath mein meri jaan hai, agar koi tum mein se Uhad pahad ke barabar sona kharch karey (Allah Taala ki raah mein) to unkey ek mudd (sair bhar) ya aadhey mudd (kharch) ke barabar bhi nahi ho sakta”. * [Sahih Muslim, Jild 6, 6487] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “मेरे असहाब (सहाबियों) को बुरा ना कहो, मेरे असहाब (सहाबियों) को बुरा ना  कहो, क़सम उसकी जिसके हाथ में मेरी जान है अगर कोई तुम में से उहद पहाड़ के बराबर सोना खर्च करे (अल्लाह तआला की राह में) तो उनके एक मद (सैर भर) या आधे मद (खर्च) के बराबर भ

Achchi Taqdeer ke liye Dua

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Achchi Taqdeer ke liye Dua." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki * "Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne unhe ye dua sikhaee thi: * --- * اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ أَنْ تَجْعَلَ كُلَّ قَضَاءٍ قَضَيْتَهُ لِي خَيْرًا * --- * Allahumma inni Asaluka An Taj'al Kulla Qada'in Qadaytahu Li Khairan. * --- * Ya Allah, main Tujhse dua karta hun ki har wo faisla jo Tu mere baare mein kare usko mere haq mein behtar farma de”. * [Sunan Ibn Majah, Jild 3, 727-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आयशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की * "रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने उन्हे ये दुआ सिखाई थी: * --- * اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ أَنْ تَجْعَلَ كُلَّ قَضَاءٍ قَضَيْتَهُ لِي خَيْرًا * --- * अल्लाहुम्मा इन्नी असअलुका अन तजअल कुल्ला कदाइन कदयतहू ली खयरन l * --- * या अल्लाह, मैं तुझसे दुआ करता हूँ

Ye azkar padhne par uske gunah maaf kar diye jayenge chahe wo maidan-e-jung se bhaag gaya ho

Image
Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Azkar Reminder •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ  --- Astagfirullah-Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih. •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- Main ALLAH se apne gunaho ki maafi maangta hu Jiske siwa koi ibadat ke layaq nahi, Jo Zinda aur Hamesha rahne Wala hai aur main Usee ki taraf tauba karta hu. --- मैं अल्लाह से अपने गुनाहों की माफ़ी मांगता हूँ जिसके सिवा कोई इबादत के लायक नहीं जो जिंदा और हमेशा रहने वाला है और मैं उसी की तरफ तौबा करता हूँ l •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- I seek the forgiveness of Allah the Almighty, Whom there is no God except Him, The Living, The Eternal and I repent unto Him.  میں الله سے اپنے گناہوں کی معافی مانگتا ہوں جس کے سوا کوئی عبادت کے لائق نہیں جو زندہ ہمیشہ رہنے والا ہے اور میں  اسی کی طرف توبہ کرتا ہوں  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• https://www.youtube.com/watch?v=QAyRv_H-dq0 WhatsApp Groups https://chat.whatsapp.com/EasWThLjiWrD8Qy0XJb

Jo maghrib ki Namaz ke baad 10 baar ye padhega to Allah Subhanahu uski hifaazat ke liye farishta bhejega

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jo maghrib ki Namaz ke baad 10 baar ye padhega to Allah Subhanahu uski hifaazat ke liye farishta bhejega jo subha tak shaitan se uski hifaazat karega .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Umarah bin Shabib As-Sabai (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jo shakhs maghrib ke baad 10 baar ye padhe to Allah Subhanahu uski hifaazat ke liye farishte bhejega jo subah tak shaitan se uski hifaazat karenge, uske liye 10 rahmat ki nekiya likh di jayegi, uske 10 barbaad kar dene wale gunah mita diye jayenge, aur 10 musalman gulam azaad karne ka sawab ata kiya jayega ”.* --- *لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ* --- *La ilaha illallah Wahdahu La Sharika Lahu, Lahul-Mulk Wa Lahul-Hamd Yuhi Wa Yumeet, Wa Huwa Ala Kulli Shayin Qadir.* --- *Allah ke

Hazrat Ali (radi Allahu anhu) ki shaan

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * Hazrat Ali (radi Allahu anhu) ki shaan. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abu Sarihah ya Hazrat Zaid bin Arqam (radi Allahu anhuma) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jiska main moula (khaas dost) hoon, uske Hazrat Ali (radi Allahu anhu) bhi moula (khaas dost) hain.” * [Jami At-Tirmizi, Jild 2, 3713-Sahih] ❷ Hazrat Saad bin Waqqas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jiska main moula (khaas dost) hoon uske Ali (radi Allahu anhu) bhi moula (khaas dost) hain”. * Aur (unhone Hazrat Ali, radi Allahu anhu ke liye farmaya) - * “Tum mere nazdeek aise ho jaise Hazrat Haroon (Alaihis salam) Hazrat Moosa (Alaihis salam) ke nazdeek, magar mere baad koi Nabi nahi hai.” * Aur Aap, Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ne (Jung-e-Khaibar wale din) yeh farmaya - * ”Main aaj jha

Agar noha (matam) karne wali bina tauba ke mar jaye to Allah Subhanhu usko tarkol ka libaas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega

Image
  *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Agar noha (matam) karne wali bina tauba ke mar jaye to…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abu Malik Al-Ashari (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Meri ummat mein jahiliyat ki (yani kufr ke zamane ki) chaar (4) cheezin hain jisko ye log chorhte nahi hain: * * 1. Apne hasab (ohde) par fakhr karna, * * 2. Dusro ke nasab (khandan) par taane karna, * * 3. Sitaron se paani (baarish) ki umeed rakhna, * * 4. Aur noha (matam) karna. * * Aur agar noha (matam) karne wali bina tauba ke mar jaye to Allah Subhanahu usko Tarkol ka libaas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega”. * [Sahih Muslim, Jild 2, 2160] ❷ Hazrat Abu Malik Al-Ashari (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Noha (matam) karna jahiliyat ka kaam hai aur noha karney wali agar bina tau