Posts

Showing posts from April, 2023

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah Bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - * “Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Zakat-ul-Fitr ek saa khajur ya ek saa jou (barley) (One saa = 3 Kilograms, taqreeban) farz qarar di hai jo Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey, tamam Musalmano par farz hai aur Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye jane se pehle ye Sadqa ada kar diya jaye”. * [Sahih Bukhari, Jild 2, 1503] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की * “रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ज़कात-उल-फ़ित्र एक सा खजूर या एक सा जौ (एक सा = 3 किलोग्राम, तक़रीबन) फ़र्ज़ क़रार दी है जो गुलाम और आज़ाद, मर्द और औरत, छोटे और बड़े, तमाम मुसलमानो पर फ