Posts

Showing posts from February, 2023

Al-Quran: Beshak, Allah jaanne wala khabardaar hai…

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: *“ Beshak, Allah jaanne wala khabardaar hai… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Beshak, Allah hi ko Qayamat ka ilm hai, aur Wohi barish barsata hai, aur Wohi jaanta hai jo kuch maao ke peton mein hota hai. Aur koi nahi jaanta ki woh kal kya karega, aur koi nahi jaanta ki kis zameen par usko maut aayegi. Beshak, Allah jaanne wala khabardaar hai” .* [Al Quran, Surah Luqman (31), Ayat-34]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान: *“ बेशक, अल्लाह ही को क़यामत का इल्म है, और वही बारिश बरसाता है, और वही जानता है जो कुछ माँओं के पेटों में होता है । और कोई नही जानता की वो कल क्या करेगा, और कोई नही जानता की किस ज़मीन पर उसको मौत आएगी । बेशक, अल्लाह जानने वाला खबरदार है ।" * [अल क़ुरान, सूरह लुक़मान, (31), आयत 34] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: *“ Verily, Allah is All-Knower, All-Aware (of things)… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Verily Allah, with Him (Alone) is the knowledge of the Hour, He sends down the rain, and knows that which is

Koi “nahaq” tumhara maal lene aaye aur us sey ladtey huye tum maarey gaye to tum shaheed ho

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Koi “nahaq” tumhara maal lene aaye aur us sey ladtey huye tum maarey gaye to tum shaheed ho." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki ek shakhs Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke paas aaya aur arz kiya - * “Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ), Aap kya farmaate hain agar koi shakhs aaye mera maal (nahaq) lene ko”? * Aap, Muhammad (ﷺ) ne farmaya - * “Mat de apna maal usko”. * Phir usne kaha - * “Agar woh lade mujhse?” * Aap, Muhammad (ﷺ) ne farmaya - * “Tu bhi us se lad”. * Phir usne kaha - * “Agar woh mujh ko maar daale?” * Aap, Muhammad (ﷺ) ne farmaya - * “Tu Shaheed hai”. * Phir usne kaha - * “Agar main usko maar daalu?” * Aap, Muhammad (ﷺ) ne farmaya - * “Woh Jahannam mein jayega”. * [Sahih Muslim, Jild 1, 360] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की एक शख़्स रसूल-अ

Jumay ka Din aur Roza - Fasting on Friday

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Jumay ka Din aur Roza." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Ummul Momineen Hazrat Juwayriya bint Haris (radi Allahu anha) farmaati hain ke Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) inke yahan Jumay ke din tashreef laaye aur woh Roze se thi. To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne poocha - * “Kya tum ne kal bhi Roza rakha tha?” * Kaha - * “Nahin”. * Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne phir poocha - * “Kya kal Roza rakhne ka iraada hai?” * Kaha - * “Nahin”. * To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Phir Roza tod do”. * [Sunan Abu Dawood, 2422-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): उम्मुल मोमिनीन हज़रत जुवेरिया बिन्त हारिस (रदी अल्लाहु अन्हा) फ़रमातीं हैं की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) इनके यहाँ जुमे की दिन तशरीफ़ लाये और वह रोज़े से थीं। तो आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने पुछा - * “क्या तुम ने कल भी

Tum mein se koi shakhs jitni der Namaz ke intezar mein baithta hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Tum mein se koi shakhs jitni der Namaz ke intezar mein baithta hai Namaz hi mein rehta hai jab tak…" * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Tum mein se koi shakhs jitni der Namaz ke intezar mein baithta hai Namaz hi mein rehta hai jab tak be-wuzu na ho jaaye, farishte uske liye Dua karte rehte hain: ‘Eh Allah, isey maaf farma, Eh Allah, is par reham farma’”. * [Sahih Muslim, 1511] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “तुम में से कोई शख़्स जितनी देर नमाज़ के इंतेज़ार में बैठता है नमाज़ ही में रहता है जब तक बेवुज़ु ना हो जाए, फरिश्ते उसके लिए दुआ करते रहते हैं: ‘ऐ अल्लाह, इसे माफ़ फरमा, ऐ अल्लाह, इस पर रहम फरमा’ ।" * [सहीह मुस्लिम, 1511] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• * Bismill

Jo bhi Muhammad (ﷺ) ke liye Waseela’ maangega, usey Qayamat ke din

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Jo bhi Muhammad (ﷺ) ke liye Waseela’ maangega, usey Qayamat ke din Muhammad (ﷺ) shafaat milegi…" * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Allah Subhanahu se mere liye ‘Waseela’ maanga karo”. * Sahaba (radi Allahu anhuma) ne poocha - * “Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), ‘Waseela’ kya hai?” * To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Yeh Jannat ka sabse aala darja hai aur wo sirf ek hi shakhs ko ata kiya jaayega, aur main umeed rakhta hu ki woh main hi hoon”. * [Jami At-Tirmizi, Jild 2, 3612-Sahih] ❷ Hazrat Jabir bin Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jo shakhs Azaan sunkar yeh kahe << _ Allahumma Rabba hazihid-daawatit-tammaa was-salatil

Jab tum Muazzin ki Azaan suno to...

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Jab tum Muazzin ki Azaan suno to..." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abdullah bin Amr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jab tum Muazzin ki Azaan suno, to wohi kaho jo muazzin kehta hai, uske baad mujh par darood padho, kyunki jo mujh par ek baar durud padhta hai Allah Subhanahu us par 10 rehmatein naazil farmata hai; iske baad Allah Subhanahu se mere liye waseela maango, kyunki waseela darasal Jannat mein ek muqam hai jo Allah ke bando mein se sirf ek bande ko milega aur mujhe ummeed hain woh main hounga. Aur jo koi mere liye waseela talab karega, uske liye meri shafaat waajib ho jaayegi”. * [Sahih Muslim, Jild 1, 849] ❷ Hazrat Jabir bin Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jo shakhs Azan sunkar yeh kahe << _ Allahumma Rabba hazihid-

Al-Quran: Beshak, aasman aur zameen ke banane, aur raat aur din ke aane jane mein

Image
  * Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: * “Beshak, aasman aur zameen ke banane, aur raat aur din ke aane jane mein, aqalmando ke liye nishaniyan hain..." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: * “Beshak, aasman aur zameen ke banane, aur raat aur din ke aane jane mein, aqalmando ke liye nishaniyan hain. Woh jo Allah Subhanahu ko khade, aur baithe, aur karwat lete yaad karte hain, aur aasman aur zameen ki paidayeesh mein gaur karte hain, aur (kehte hain ki): ‘Eh hamare RAB, Tuney yeh sab bey-fayda nahi banaya. Tu sab aibon se paak hai, humein dozakh ke azaab se bacha. Eh hamare RAB, Tuney jisko dozakh mein daakhil kar diya usko Tuney ruswa kiya, aur zalimo ka koi madadgar nahi hoga. Eh hamare RAB, humne ek pukaarne wale se suna jo imaan ke liye pukaar raha tha ki apne RAB par imaan laao, to hum imaan le aaye. Eh hamare RAB, ab hamare gunah bakhsh de aur humse hamari buraeeyo ko door kar de, aur humein naik logo ke saath maut ataa farma. Eh hamare RAB, hume wo

Jisne haiz wali aurat se mubaashirat (sohbat) ki ya..

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Jisne haiz wali aurat se mubaashirat (sohbat) ki ya..." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jisne haiz wali aurat se mubaashirat (sohbat) ki, ya aurat ke dubar mein (yani peeche) se mubaashirat (sohbat) ki, ya kisi Kaahin (qismat ka haal bataane wale) ke paas gaya aur uski kahi huyi baat ko sach maan liya, to usne Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) par naazil ki jaane wali cheez ke saath kufr kiya”. * [Sunan Ibne Majah, 639-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिसने  हैज़ वाली औरत से मुबाशिरत (सोहबत) की, या औरत की दुबर में (यानी पीछे) मुबाशिरत (सोहबत) की, या किसी काहिन (क़िस्मत का हाल बताने वाले) के पास गया और उसकी कही हुई बात को सच मान लिया, तो उसने मुहम्

Al-Quran: Magar woh takabbur hi karte rahe

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: * “Magar woh takabbur hi karte rahe..." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: * “Phir Humne un par Toofan, aur Tiddiya, aur Juein, aur Mendak, aur Khoon, yeh sab khuli nishaniyan bheji, magar woh takabbur hi karte rahe, aur wo log thay hi gunahgar”. * [Al Quran, Surah Aaraf (7), 133] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल क़ुरान: * “फिर हमने उन पर तूफान, और टिड्डियाँ, और जुएँ, और मेंडक, और खून, ये सब खुली निशानियाँ भेजी, मगर वो तकब्बुर ही करते रहे और वो लोग थे ही गुनहगार ।" * [अल क़ुरान, सुरह अल-आराफ़ (7), 133] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: * “Yet they remained arrogant..." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: * “So We sent upon them the flood, and locusts, and lice, and frogs, and blood as manifest signs, yet they remained arrogant and they were criminals (sinners)”. * [Al Quran, Surah Aaraf (7), 133] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: * "ہم نے ان پر طوفان، اور ٹڈیاں، اور جوئیں، اور مینڈک، اور خون، یہ سب کھلی نشانیاں بھیجی

Allah Subhanahu apne bande ki Tauba se bahut zyada khush hota hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Allah Subhanahu apne bande ki Tauba se bahut zyada khush hota hai..." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas bin Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Allah Subhanahu apne bande ki Tauba se us shakhs se bhi zyaada khush hota hai jiska Oont(Camel) mayoosi ke baad achanak usey mil gaya jo ek banjar zameen (registaan) mein gum hua tha”. * [Sahih Bukhari, 6309-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अनस बिन मालिक (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “अल्लाह सुबहानहु अपने बंदे की तौबा से तुम में से उस शख़्स से भी ज़्यादा खुश होता है जिसका ऊँट मायूसी के बाद अचानक उसे मिल गया हो जो एक बंजर जमीन (रेगिस्तान) में गुम हुआ था ।" * [सही बुख़ारी, 6309] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Allah is more pleased with the repentance of his slave..." * •┈┈┈┈••✦✿✦•

Kisi aur mazhab ki Qasam khana, apne nafz ko kisi cheez se halaak karna, Momin par laanat bhaijna aur kisi Momin par kufr ka ilzam lagana

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Kisi aur mazhab ki Qasam khana, apne nafz ko kisi cheez se halaak karna, Momin par laanat bhaijna aur kisi Momin par kufr ka ilzam lagana…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Sabit bin Ad-Dahhak (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jo Islam ke siwa kisi aur mazhab par Qasam khaye, bas woh aisa hi hai jaise usney Qasam khayi (Qasam sirf Allah ki khaani chahiye); jo shakhs apney nafs ko kisi cheez se halaak karey, woh Dozakh mein usi cheez se azaab diya jaata rahega; aur Momin par laanat bhejna usko Qatl karney ke barabar hai; aur jisney kisi Momin par kufr ka ilzaam lagaya, bas woh bhi usko Qatl karney ke barabar hai”. * [Sahih Bukhari, Jild 8, 6652] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत साबित बिन दाहक (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जो इस्लाम के सिवा किसी और मज़हब

Badgumaani, Jasoosi aur Gheebat - Suspicion, spying and backbiting

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Quran-o-Hadith: * “Badgumaani, Jasoosi aur Gheebat…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: * “Eh Imaan walo, bahut badghumani (yani shak karney) se bachtey raho; kyunki baaz gumaan to gunaah hain. Aur (ek dusrey ki) jasoosi na kiya karo, aur na koi kisi ki gheebat kiya karey. Kya tum mein se koi pasand karta hai ki apney marey huye bhai ka gosht khaye? Isko tum napasand kartey ho. Aur Allah se dartey raho. Beshak, Allah bada tauba Qubul karney wala aur bada reham karney wala hai.” * [Al Quran, Surah Al Hujraat 49, Ayat 12] ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas bin Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jab mujhe Mairaj karaayi gayi (yaani Mairaj ka safar karaya gaya), to mera guzar aise logo par se hua, jinkey nakhoon taanbey (copper) ke thay aur woh un se apney munh aur seeney ko nouch rahey thay. Main ney poocha: ‘Jibril, yeh kaun log hain?’ To unhoney kaha: ‘

Jab tum mein se kisi ko (Jumay ke din) Masjid mein baithe baithe oongh aane lage to..

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Jab tum mein se kisi ko (Jumay ke din) Masjid mein baithe baithe oongh aane lage to…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah ibn Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jab tum mein se kisi ko (Jumay ke din) Masjid mein baithe baithe oongh aane lage to woh apni jagah se hat kar doosri jagah baith jaaye”. * [Sunan Abu Dawood, 1119] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह इब्न उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जब तुम में से किसी को (जुमे के दिन) मस्जिद में बैठे बैठे ऊँघ आने लगे तो वह अपनी जगह से हट कर दूसरी जगह बैठ जाए।" * [सुनन अबू दाऊद, 1119] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “When any of you dozes in the mosque (on Friday)…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abdullah ibn Umar (may Allah be pleased with him) that the Messenge