Daily Calendar - Quran & Hadith - 13 April 2022
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Tum kisi ki kamzoriyan ki talaash mein na raha karo".* [Book of Bukhari, 6064]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab apne ghar waalon ke paas jaao, to unhein salaam karo; is se tum par aur tumhaare ghar waalon par barkatein naazil hongi".* [Book of Tirmizi, 2698]
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab koi shakhs kisi ko qarz de to woh apne qarzdaar se koi hadiya qubool na kare".* [Book of Mishkat, 2832]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Jo shakhs jahannam ki aag se bacha kar jannat mein daakhil kar diya gaya, toh woh sahi maane mein kaamyaab ho gaya".* [Quran, Surah aal-e-Imran; Verse/Ayat-185]
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Chugalkhor Jannat mein daakhil nahin hoga".* [Book of Muslim, 303]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot
*WhatsApp Groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
*Telegram Channel:*
► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•