Daily Calendar - Quran & Hadith - 16 April 2022
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Qaidiyon ko chhudaao, bhookon ko khaana khilaao aur bimaaron ki khair khabar liya karo".* [Book of Bukhari, 3046]
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab Allah kisi bande se muhabbat karta hai, to us ko dunya se isi tarah bachaata hai, jis tarah tum apne bimaar aadmi ko paani se bachaate ho".* [Book of Tirmizi, 2036]
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Zina’ ke paas bhi na phatko, woh yaqeeni taur par badi behayaai aur bahot bura raasta hai".*[Quran, Surah-e-Bani Israaeel; Verse/Ayat-32]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Gunaah aur zulm-o—ziyaadati mein madad na karo, aur Allah se darte raho, be shak Allah Ta’ala ka azaab bahot sakht hai".* [Quran, Surah-e-Maaidah; Verse/Ayat-02]
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Neki aur taqwa (kr kaamon) mein ek doosre ki madad karo".* [Quran, Surah-e-Maaidah; Verse/Ayat-02]
----- Please visit our NEW BlogSpot
*WhatsApp Groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
*Telegram Channel:*
► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•