Daily Calendar - Quran & Hadith - 06 April 2022
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *""Jhoot se hamesha bachte raho. (Jhoot bolna haraam hai)".* [Quran, Surah Hajj; Verse/Ayat-30]
https://youtu.be/qPsNyEzoEt0
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Qaazi (Judge) do logon ke darmiyaan gusse ki halaat mein faisla na kare".* [Book of Abu Daaood, 3589]
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Aur un (Maan baap) ke saath muhabbat ka bartaao karte huwe un ke saamne apne aap ko aajizi se jhukaao".* [Quran, Surah Bani Israaeel ; Verse/Ayat-24]
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Tum nek kaamon mein ek dusre se aage badhne ki koshish karo".* [Quran, Surah-e-Baqarah; Verse/Ayat no.148]
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: "Khaao aur piyo aur fuzool kharchi na karo, yaad rakho ke Allah fuzool kharch logon ko pasand nahin karta".* [Quran: Surah Aaraaf; Verse/Ayat-31]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot
*WhatsApp Groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
*Telegram Channel:*
► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•