Daily Calendar - Quran & Hadith - 24 March 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Poori insaaniyat mil kar kisi ko utna hi nuqsaan pahoncha sakti hai, jitna Allah Ta’ala ne likh diya hai".* [Book of Tirmizi, 2516]
https://youtu.be/nylg2IGWxfM
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Lazzaton ko todne waali cheez yaani maut ko kasrat se yaad kiya karo".* [Book of Sunan-Al-Tirmizi, 2307]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Logon mein achchha aadmi woh hai jise gussa der se aaye ahr jaldi chala jaaye".* [Book of Tirmizi, 2191]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne: *“la’anat bheji hai sood (interest) khaane waale par, aood khilaane wale par, sood ke likhne waale par aur hs ke dono gawaahon par".* [Book of Muslim, 4093]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Hamesha sach bolo, chaahe us mein nuqsaan nazar aaye, kyun ke sachchaai mein najaat hai".* [Book of Makaarimul akhlaaq, 137]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot

*WhatsApp Groups*

*Telegram Channel:*

► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Kisi se khauff ya khatre ke waqt padhne ki dua